Ho... 
Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana 
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana 
Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana 
Ho raat barati kandha kothe tap tap ke gaana 
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana 
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana 
O... Aashiq dil ki tashan purani 
Kehte gyaani ishq siyapa, aag jawaani 
Chali gayi toh phir nahi aani kudi begaani 
Rehne de jeena seedha saadha 
Main bani teri Radha 
Maine sakhiyon se ankhiyon mein 
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada 
Main bani teri Radha 
Tune sapno tadapano mein rakhna hai 
Mujhko piya thoda zyaada, zyaada 
Main bani teri Radha 
Unche chaubare mein jaane kaise 
June mein bhi kohra pade, o pade 
O dheeli charpaai pe 
Yuddh Panipat ka lade 
Keh gaye gyaani ishq siyapa, aag jawaani 
Kariye na jhootha koi vaada 
Main bani teri Radha 
Maine sakhiyon se akhiyon mein 
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada 
Main bani teri Radha 
Tune sapno tadapano mein rakhna hai 
Mujhko piya thoda zyaada, zyaada 
Main bani teri Ra... 
Main bani. Ra 
Wo 
Arey mann ki jo baatein na boli thi auron se 
Boli hain saari woh tumse haan tumse hi tumse 
Arey ab maine kya lena auron se 
Pyari hai mujhko toh yaari 
Jo tumse hai tumse haan tumse 
Chal jhoothi tu jhoothi hai 
Jhoothi teri yaad aani na re mainu 
Tere baad bhulunga main tainu 
Arey murli mein teri hai jaane kya jaadu 
Sata na lo haari main tumse haan tumse hi tumse 
Yeh kaisi kheencha-taani hai 
Yeh ishq siyapa, aag jawaani 
Mushkil hai yeh aag bujhani 
Jalna padega aadha aadha 
Main bani teri Radha 
(Tu bani meri Radha) 
Maine sakhiyon se akhiyon mein 
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada, zyaada 
Main bani teri Radha 
Tune sapno tadapano mein rakhna hai 
Mujhko piya thoda zyaada, zyaada 
Main bani teri Ra... 
Main bani teri Ra... 
Wo. Ra... 
Main bani. Ra... 
Wo... 
Radha Song Quote