Maahiyaa teri yaad aati hai
Aati hai
Maahiyaa teri yaad aati hai
Aati hai
Kabhi aao muze milne oo maahiya kabhi aa muze milne
Meri jaan jaati hai
Maahiyaa teri yaad aati hai
Aati hai
Maahiyaa
Sukh gye hai aankh ke aasu
Pathhra gyi parchayi
Chubhne lagi din raat muzko
Dinbhar tanhai
Saans me thodi jaan bachi hai
Jaan me abhi bhi aans bachi hai
Kyuki roj din har subah laati hai
Kabhi aao muze milne oo maahiya kabhi aa muze milne
Meri jaan jaati hai
Maahiyaa teri yaad aati hai
Aati hai
Maahiyaa teri yaad aati hai
Aati hai
Maahiyaa teri yaad aati hai