Ganpati bappa morya
Hoooooo
Tere dum se faila ujala
Ganpati bappa morya
Hooo hum sab ka hain tu rakhwala
Ganpati bappa morya
Ho tere dum se ek kadam se duniya hil jaye
Ho mushkil main mangu jo dil se sab kuch mil jaye
Ek danta ek danta tere pe apunka haq banta
Ha ek danta ek danta tere pe apunka haq banta
Ho tere dum se faila ujala
Ganpati bappa morya
Hum sab ka hain tu rakhwala
Ganpati bappa morya
Ho tu maholle main har saal aaye
Sab ke dilo ko muskaaye
Ho dhol tashe shehnai baaje
Tera danka tribhuvan main gaaje
Hoo has ke rakh de haath kisi pe
Duniya sawar jaye
Teri dua se khali jholi
Khushiyo se bhar jaye
Ek danta ek danta tere pe apunka haq banta
Ha ek danta ek danta tere pe apunka haq banta
Ho tere dum se faila ujala
Ganpati bappa morya
Hum sab ka hain tu rakhwala
Ganpati bappa morya
Ho gauri maa ka hain tu dulaara
Shiv shambhu ki aankho ka taara
Ho deva teri mushak sawari
Ridhhi siddhi hain teri naari
Ho shubh aur labh hain bete tumhare
Sab ko man bhaye
Dekh le jo murat teri
Bhakt hi ban jaaye
Ek danta ek danta tere pe apunka haq banta
Ha ek danta ek danta tere pe apunka haq banta
Ho tere dum se faila ujala
Ganpati bappa morya
Hum sab ka hain tu rakhwala
Ganpati bappa morya