Haan bhai
Naam 47 hai
Ghar ki sunu ya sunu main dosto ki
Ye do do bhasaudi hai
Baap bola ghar baith hilna nahi
Par momos zaruri hai
Laal wali chartni left waali badhiya thi
Right waali pat gayi aage se dhayan denge
Haandenge galiyon mein bike
Pe bitha ke 3 maanenge thodi
Thulle ne roka toh uncle ji sorry
Aage se dhayan denge
Pyar se bolega uncle bhi jaan denge
Bande hum seedhe
Maza toh aata hai roll nahi hota
Chakhne se pahle hi khol di bottle
Sab ki hai baatein alag chiraante alag
Peete hai kam aur girate alag
Haq ka satak nahi toh hum bhi hila de halak
Beqadri beqadri Paise ki beqadri time ki beqadri
Jab se hum chhote the tab
Se hi tuition ke paise se khela hai taken 3
Saare barabar hai bhai saare barabar hai
Humse nahi chhota bada nahi koi
Par agla banega jo jyda tez
Toh tere bhai se bada nahi h**i koi
Haan bhai aaraha hai kya
Haan bhai kahan reh gaya
Haan bhai bahar hai kya
Abe aana hai toh aa
Saale ghar bhi jaana hai mujhe
Haan bhai aaraha hai kya
Haan bhai kahan reh gaya
Haan bhai bahar hai kya
Aana hai toh aa saale mummy bula rahi hai
Zabaan tere bhai ki hai kainchi
Tod tere bhai ka kuch hai nahi
Kalol karne hamesha ready
Kyunki chahta hoon main bhi karun kuch crazy
Beta ye hai delhi yahan pe chalegi teri ek ni
Na chalegi teri shaikhi
Kare faltu jo drame niklegi teri hekdi
Lapete tujhe maame toh kategi teri jeb bhi
Aur thappad alag kaidi
Baatcheet rakhdi jo pichle 2 gaano mein
Toh ladke puche kaise kiya bhaiyya
Mehnat hoti na hai inse
Ye parko mein jaake
Bandiyo ke saath kare chaiyan chaiyan
Dushro ka cheen ke khate jaise stanley ka dabba
Har ek baat pe dete ye saale family ka thansa
Pahle khud maang advice phir dedo toh ye dekhe
Jaise maine sar pe ho pehan liya kachha
Ignore inki baatein
Jaise pados waali auntiyo ke taane
Aata khud ni kuch aur chalte ye mujhe samjhane
Mere se udhari leke saale mujhe talkaate
Mujhe chamkate
Par bhai bhi rakhe tera mota hisaab
Tu gayab jaise hutch ka chhota recharge
Line karlo phir hi hota record
Fotty bhaiya rebel huzur bhi saath
Haan bhai aaraha hai kya
Haan bhai kahan reh gaya
Haan bhai bahar hai kya
Abe aana hai toh aa saale ghar bhi jaana hai mujhe
Haan bhai aaraha hai kya
Haan bhai kahan reh gaya
Haan bhai bahar hai kya
Aana hai toh aa saale mummy bula rahi hai
Wo aab bhi habibi bol ke jaati hai door se
Wo chhod ke chali jaati cheeje mere ghar pe jaan bujh ke
Hum kafi khush kaafi theek thaak
Mere ladke jaante chekhna
Ye sadke delhi ki dikhati kartab
Hum maze hai loot’te
In galiyon ki aag mein kood
Sab hona chahte yahan mashoor
Agle din papa toh pelenge
Par karwane usse baal maroon
Aaj saal bhar ki aamdani laga kar
Style maare santro ko bhaga kar
Toh phir naach ye shehar toh har pal hai naraz
Tu shaana toh hum pe bhi hai jawab
Hai kaano pe bass wala headphone
Nahi sunta kya sochta samaj
Jaane do aankhein kaafi tujhe khaane ko
Naya din mujhe hosh mein aane do
Khaali road gaadi 100 thapane do
Haan bhai aaraha hai kya
Haan bhai kahan reh gaya
Haan bhai bahar hai kya
Abe aana hai toh aa saale ghar bhi jaana hai mujhe
Haan bhai aaraha hai kya
Haan bhai kahan reh gaya
Haan bhai bahar hai kya
Aana hai toh aa saale mummy bula rahi hai