°°Zara Zara Behkta Hai°°
°°°
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain Aaj To Mera
Tan Badan Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain Aaj To Mera
Tan Badan Main Pyaasi Hoon
Mujhe BharLe Apni Baahon Mein Hai
Meri Kasam TujhkoSanam
Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain
Paas Mere Aaja Re
°°Follow Like°°
Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse
Hum Yaar Bheeg Jaaye
Is Chaahat Ki Baarish Mein
Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye
Tu Apni Ungliyon Se
Main To Hoon Isi Khwaayish Mein
Sardi Ki Raaton Mein
Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein
Hum Dono Tanha Ho
Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain Aaj To Mera
Tan Badan Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Aaja Re Aa Re
°° Thank You °°