Aankhein kholu
Tujhe yaad karlu
Bhagwan se pehle tera naam japlu
Aankhein main kholu
Qafan me band hu
Na rokiyon krne se dafan hu
Maut ki wajah
Geet batati hai
Dhun ke siwa
Koi mere saath nahi hai
Bunte gaye woh kahaniyan apni
Kahaniyon me kirdaar nahi hai
Meri jaana
Tu kaha hai
Dhundh raha tujhe ye dil mera hai
Ghoome hai aksh mera
Tere he darr se hai
Na jaaunga to liyo khud sambhal ye
Hua sawera hai
Khoya basera main
Dekha main bahar
Kaise hua andhera hai
Lagta hai aayegi
Chaandhni aaj raahon me
Meethe hai khwaab
Main bhejunga haathon se
Beekhre the fool
Mene sab kuch uthaya hai
Tere he layi
Gulgasta banaya hai
Jaane na dunga na
Jaaunga main dur
Aankhon me tere
Ghar jo basaya hai
Karwate aaj badal raha
Yaadon se teri fana
Mene diya mera jahan
Sab kuch kar lagta gunaa
Taare bin mene dekhi raate saari
Karke deewani gai mujhko ye kalakaari
Padi bhaari mujhe anjaani teri yaari
Fir bhi mujhko tu kyu na milaa
Meri jaana
Tu kaha hai
Dhundh raha tujhe ye dil mera hai
Ghoome hai aksh mera
Tere he darr se hai
Na jaaunga to liyo khud sambhal ye
Meri jaana
Meri jaana
Meri jaana
Meri jaana