Vaade to main karta nahin
Chand taaron ke
Par khushiyan sabhi khwahish teri
Puri kar dun main
Ab jeena nahin tere bina
Sang rehna mujhe hai tere karib
Meri dhadkan tumhi saansein bhi
Bas kehta hai tumse yahi
Meri banogi kya meri rahogi kya
Puchhe dil mera tumse yahi
Meri banogi kya meri rahogi kya
Ab toh aadat lagi hai teri