chupke se, chupke se
raat ki chaadar tale
chaand ki bhi aahat naa ho,
baadal ke pichhe chale
jale katra katra, gale katra katra
raat bhi naa hile aadhi aadhi
raat bhi naa hile aadhi aadhi ye
chupke se lag ja gale,
raat ki chadar tale
farvari ki sardiyo ki dhup me,
mundimundi ankhiyo se dekhna
haath ki aad se..
niminimi thand aur aag me
haule haule marva ke raag me,
mir ki baat ho
din bhi na dube raat naa aaye,
shaam kabhi naa dhale
shaam dhale to subah na aaye,
raat hi raat chale
chupke se, chupke se
raat ki chaadar tale
chaand ki bhi aahat naa ho,
baadal ke pichhe chale
tujh bina pagli ye purvai....
tujh bina pagli ye purvai,
aake meri chunari me bhar gayi
tu kabhi aise hi,
gale lag jaise ye purvai
aa gale lag jaise ye purvai
saathiya sun tu
kal jo mujhko nind naa aaye,
paas bula lena
god me apni sar rakh
lena, lori suna dena
chupke se, chupke se
raat ki chaadar tale
chaand ki bhi aahat naa
ho, baadal ke pichhe chale
jale katra katra, gale katra katra
raat bhi naa hile aadhi aadhi
raat bhi naa hile aadhi aadhi ye
chupke se lag ja gale,
raat ki chadar tale
chaand ki bhi aahat naa
ho, baadal ke pichhe chale