Surkh wala, soz wala, faiz wala love
Hota hai jo, love se zyada
Waise wala love (Ishq wala love)
Hua joh dard bhi toh
Humko aaj kuch zyada hua (Ishq wala love)
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua (Ishq wala love)
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua (Ishq wala love)
Oo..o..
Meri neend jaise pehli baar tuti hai
Aankhien mulke maine dekhi hai subah
Hui dhoop zyada leke teri roshini din chadha (Ishq wala love)
Jhaakein baadlon ki jaali ke peeche se
Karein chandini yeh mujhko ittelah
Leke noor sara chand mera yahin pe
Hai chupa chupa hua
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh
Humko aaj kuch zyada hua (Ishq wala love)
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua (Ishq wala love)
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua (Ishq wala love)
Oo..o..
Kyon na aise hota
Jo milte tum ho jaate gum saath mere
Hote hote hoga samjhaye hum
Tham jaa aye tham O dil mere
Toota jaata jaata taara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira
Ishq wala love
Bada ye dil nadaan tha, par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love (x2)