Father, dear father
I got a confession to make
U got to help me father
Please for goodness sake
Name it child, name it
Father I love the taange,waala
I wanaa meet him
No problem
Sunday ka church hone ke baad
Yaad karana use dil mein
God ko salaami dena zarur
Phir jaana use milne
Googa yeh father ka bachcha kaun hai
Father ka bachcha nahi son
Father ko baap bolate hain
Aur tumhaara baap tumhaare
Saamne khada hai
Heyy sun rubia
Tumse pyaar ho gaya
Sach ?
Pyaar ho gaya kya karein
Sunne ko yeh tarasta tha dil
Chal jaldi se shaadi karein
Main teri taange,waali
Tu mera taange,waala
Hoye main teri taange,waali
Tu mera taange,waala
Hey gora, suna kya ladki bola, haan
Baat mein bahot dum, hai
Chhaati thok thok ke bola
Hey main teri taange,waali
Tu mera taange,waala
Sun rubia tumse pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya kya karein
Sunne ko yeh tarasta tha dil
Chal jaldi se shaadi karein
Main teri taangewaali
Tu mera taange,waala
Haan tu meri taange,waali
Main tera taange,waala
Raazi hoon main, phir der kya
Kab tak rahu beqaraar
Ghut ta hai dum, abb toh yaha
Kaise kahun baar baar
Hey baaje ke saath, leke baaraat
Ghode pe hoke sawaar
Dole ke chilman se, dekhegi tu
Sehre ki kya hai bahaaaar
Raaju mere raaja
Hey.. rubi meri raani
Gaaye ja, gaaye ja
Gaaye ja
Hey sun rubia tumse pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya kya karein
Sunne ko yeh tarasta tha dil
Chal jaldi se shaadi karein
Main teri taange,waali
Tu mera taange,waala
Haan tu meri taange,waali
Main tera taange,waala
Daulat nahin, bangla nahin
Ameeri ka naam nahin
Gaalicha nahin, bagicha nahin
Aisho aaraam nahin
O.. sanam, teri kasam
Rakhna kisi haal mein
Tere siwa, inn cheezo se
Mujhe koyi kaam nahin
Raaju mere raaja
Hey rubi meri raani
Gaaye ja, gaaye ja
Gaaye ja
Hey sun rubia tumse pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya kya karein
Sunne ko yeh tarasta tha dil
Chal jaldi se shaadi karein
Main teri taange,waali
Tu mera taange,waala
Haan tu meri taange,waali
Main tera taange,waala