Ha aisi kari gurudev daya
Mere moh ka bhandan tod diya
Ha aisi kari gurudev daya
Mere moh ka bhandan tod diya
Ha aisi kari gurudev daya
Mere moh ka bhandan tod diya
Ha aisi kari gurudev daya
Mere moh ka bhandan tod diya
Ha aisi kari gurudev daya
Mere moh ka bhandan tod diya
Ha aisi kari gurudev daya
Daud raha din raat sada
Jag ke sab karan bi haaran me
Daud raha din raat sada
Jag ke sab karan bi haaran me
Sapne samvesh dikhaye hume
Mere chanchal chit ko mod diya
Ab saup diya iss jivan ko
Sab bhaar tumhare haato me
Ha aise kare guru dev daya
Koi shes ganesh mahesh ratte
Koi pujat pir pegambar ko
Koi shes ganesh mahesh ratte
Koi pujat pir pegambar ko
Sab pranth granth chudakarke
Ek isswar me mann jod diya
Ab saup diya iss jivan ko
Sab bhaar tumhare haato me
Ha aise kare guru dev daya
Koi dhundta hai mathura kaashi
Koi jaye banaras baas kare
Koi dhundta hai mathura kaashi
Koi jaye banaras baas kare
Jab vyapak roop pachaan liya
Tab bhram ka bhanda fod diya
Ab saup diya iss jivan ko
Sab bhaar tumhare haato me
Aisi kari gurudev daya
Kon karu gurudev ki bedna
Vastu dikhe thihu lokan me
Kon karu gurudev ki bedna
Vastu dikhe thihu lokan me
Brahma nand saman na hoe koi
Ghane manik laakh crore diya
Ab saup diya iss jivan ko
Sab bhaar tumhare haato me
Hai jeet tumhare haato me
Hai haar tumhare haato me
Ab saup diya iss jivan ko
Sab bhaar tumhare haato me
Ha aisi kari gurudev daya