Mujhe nahi pata mujhko yeh kya hua hai
Ankho se kaise baya karu lagta hai
Mujhe nahi pata mujhko yeh kya hua hai
Bata na sakoon
Dil ki baat aankhon se kaise bayaan karoon lagta
Hai chahta hoon tera saath anjaana sa ye safar mera par kya
Chalega tu saath
Chodh ke saare pal mein hai kaise karu dil ki baat
Ajnabi ki tarah tu jo
Mil gayi
Mujhe fir mera tu woh chahe aisa kya kahu tujhe
Main sapne
Saare bol du ya raaz apne khol du main chahta hu sab
Se jyada tumko aaj khol du tu socha
Tha ki seedhi saadhi baat hogi
Ek baat kehne me kya itni muskilat hogi
Par jab milne aaye tum bahaano me jam gaya bas
Saath chal rahi thi baaki poora tham
Gaya ab ye jo baat hai wo kaise batau
Tumhe jo kehna chahu pyar karta
Hu mai tujse zyada tumhe thaamne jo
Hota hu tu keh bhi na pata hu bandh kamre me baithe
Ye yuhi muskuraata hu itni si
Baate jo kehna main chahta hu majboori aisi
Ki keh bhi na paata hu aage ka
Par na main lipta jo
Chaahta hu yaado me tere
Khicha chala aata hu kal subah naye savere
Main bol dunga use umeed ki naye kirno ke saath keh
Dunga dil ki baat mujhe nahi pata mujhko yeh
Kya hua hai bata na sakoon dil ki baat aankhon se
Kaise bayaan karoon lagta hai chahta hoon tera saath
Jana sa yeh safar mera kya chalega tu sath
Chhod ke saare pal mein kaise karu dil ki baat