Suna suna lamha lamha
Meri raahen tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo
Manzil teri dekhe rastaa
Mudke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuchh mera
Tum hi to ho o o o
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Suna suna lamha lamha
Meri raahen tanha tanha
Aaaa aaaa aaaa
Aaaa aaaa aaaa
Bichhade bhi hum jo
Kabhi raaston mein
To sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz
Sun ke chalungi
Tumhen dhoondh loongi sada
Dhooli muhabbat ki ye
Khushbooyen hain
Hawaaon mein faily huyi
Chhoo kar mujhe
Aaj mehsoos kar lo
Wo yaaden meri anchhuyi
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuchh mera
Tum hi to ho o o o
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Suna suna lamha lamha
Meri raahen tanha tanha
Aaaaa aaaaa
Aaaaa aaaaa
Yaadon ke dhaago mein
Hum tum bandhe hai
Zara dor tum tham lo
Baahon mein phir se
Pighal jaane do mujhko
Phir se mera naam lo
Main wo shamma hoon jo
Roshan tumhen karke
Khud to pighal jaaungi
Subah ka sooraj
Tumhaare liye hai
Main hoon raat dhal jaaungi
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuchh mera
Tum hi to ho o o o
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Suna suna lamha lamha
Meri raahen tanha tanha
Mudke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuchh mera
Tum hi to ho o o
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Bepanaah pyaar hai aajaa
Tera intezaar hai aajaa
Suna suna lamha lamha
Meri raahen tanha tanha