Bekarar karke hame yu naa jayiye
Aapko hamari kasam laut aayiye
Bekarar karke hame yu naa jayiye
Aapko hamari kasam laut aayiye
Ek ladki bheegi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Ek ladki bheegi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai hmmm
Pyaar hua ikraar hua hai
Pyaar se phir kyon yeh darrta hai dil
Pyaar hua ikraar hua hai
Pyaar se phir kyon yeh darrta hai dil
Suhana safar aur yeh mausam hasin
Suhana safar aur yeh mausam hasin
Humein darr hai hum kho na jaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam hasin
Jeena Yahan Merna Yahan
Iske Siva Jaana Kahan
Jeena Yahan Merna Yahan
Iske Siva Jaana Kahan
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi
Muft Main Banke Chal Diye Tan Ke
Wallah Jawab Tumhara Nahin
Wallah Jawab Tumhara Nahin
Intaha ho gai intazaar ki
Aai na kuchh khabar mere yaar ki
Yeh jo mohabbat hai
yeh unka hai kaam
Are mehbub kaa jo
bus lete huye naam
Dilbar mere kab tak mujhe
Aise hi tadpaaoge
Main aag dil mein lagaa doongaa jo
Ke pal mein pighal jaaoge
Main shaayar to nahin
Main shaayar to nahin
magar aae hanseen
Jab se dekha maine tujh ko mujh ko
Shaayari aa gayee
Dum maaro dum mit jaae gum
Bolo subah shaam
Hare krishna hare raam
Dum maaro dum mit jaae gum
Bolo subah shaam
Hare krishna hare raam
Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon vahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza
Badan pe sitare lapate huye
O jaane tamanna kidhar ja rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye
Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha
Hoon Tumhe Raat Din Main Yahan Se Vahan
Aao Huzoor Tumko
Sitaaron Mein Le Chaloon
Dil Jhoom Jaae Aise
Bahaaron Mein Le Chaloon
Pyaar hamein kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye koi ye bataye kya hoga
Pyaar hamein kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye koi ye bataye kya hoga
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye
O hansini meri hansini
kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake
Kahan ud chali
O hansini meri hansini
Yeh sama sama hai yeh pyaar Kaa
Kisi ke intazaar kaa
Dil na chura le kahin mera
Mausam bahar kaa
Yeh sama sama hai yeh pyaar Kaa
Kisi ke intazaar kaa
Dil na chura le kahin mera
Mausam bahar kaa
Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna