haan , haan
aaja, khatam sabar kar de
pyaasi-pyaasi aankhen tar kar de
aaja, khatam sabar kar de
pyaasi-pyaasi aankhen tar kar de
teri baahen mera ghar kar de, o
ਸੋਹਣਿਆ, ਮਾਹੀਆ, ਰਾਂਝਿਆ, ਹੋ
ਸੋਹਣਿਆ, ਮਾਹੀਆ, ਰਾਂਝਿਆ, ਹੋ
dil mein hain jo baathen vo samjhaane de lab se
kuch kah de, kuch sun le, betaabiyaan hain kab se
aa-ha, dil mein hain jo baathen, vo samjhaane de lab se
kuch kah de, kuch sun le, betaabiyaan hain kab se
tere liye main hoon yahaan, phir too kyun hai vahaan?
tuje apana bana loon main, aise naa jaa
tere liye main hoon yahaan, phir too kyun hai vahaan?
tuje apana bana loon main, aise naa jaa
aaja, khatam sabar kar de
pyaasi-pyaasi aankhen tar kar de
teri baahen mera ghar kar de, o
meri in aankhon ne dekha hai tujko jab se
saanson kee raftaaren bad uthi hain ye tab se
haan , meri in aankhon ne dekha hai tujko jab se
saanson kee raftaaren bad uthi hain ye tab se
tuuti khaamoshiyaan, chalki madhoshiyaan
bikhri-bikhri hoon main, reza-reza
tuuti khaamoshiyaan, chalki madhoshiyaan ye
bikhri-bikhri hoon main, reza-reza
Oh, ah, ਸੋਹਣਿਆ, ah, ਮਾਹੀਆ
ਹਾਏ, ਰਾਂਝਿਆ, ਹੋ
aaja, khatam sabar kar de
pyaasi-pyaasi aankhen tar kar de
teri baahen mera ghar kar de, o