Kaise jiunga kaise bataa de mujhko tere bina
Kaise jiyunga kaise bataa de mujhko tere bina
Tera mera jahaan le chalun main wahan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main kholun palke na
Koi tujhko na mujhse chura le main
Main andheron se ghira hoon
Dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ek musafir aa dila de tu mujhko basera mera
Jagi jagi raatein meri
Roshan tujhse hai savera tu hi mere jeene ki wajah
Jab tak hain ye saansein meri
Inpe hai sadaa haq tera
Poori hai tujhse meri duaa
Tera mera jahaan le chalun
Main wahan koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le
Main andheron se ghira hun
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik musafir aa dila de tu mujhko basera mera