Ta-ra-ra
Ta-ra-ra
Ta-ra-ra
Ta-ra-ra-ra-ra-ra
Tumhaara-mera milna likha to hoga kahin
Naseebon ka sitaara mila to hoga kahin
Na jaane kyun, ae humnasheen, hai mere dil ko ye yaqeen
Ki tum sang ho to bigdi baatein saari ban jaayengi
Tum jo hans do, roothi raatein saari man jaayengi
Tumse behtar, tumse pyaara, yaara, koi nahin
Aasmaan pe tumse roshan taara koi nahin
Tumse behtar, tumse pyaara, yaara, koi nahin
Aasmaan pe tumse roshan taara koi nahin
Tumse behtar, tumse pyaara, yaara, koi nahin
Aasmaan pe tumse roshan taara koi nahin
Raaton mein bina tumhaare ghabraayein, haan, ghabraayein
Khwaabon mein milo agar khush ho jaayein, ho jaayein
chain ho tum, aaraam ho shaayad
Koi sukoon ki shaam ho shaayad
Khushi kahoon ya dil ki tasalli?
kya tumhein doon main naam?
Kitaabein dekhi saari, mili na koi shayari
Tareefein karoon kaise? Yahi hai mushkil meri
Na jaane kyun, ae humnasheen, hai mere dil ko ye yaqeen
Ki tum sang ho to bigdi baatein saari ban jaayengi
Tum jo hans do, roothi raatein saari man jaayengi
Jo daraayein wo hawaayein gham ki tham jaayengi
Tumse behtar, tumse pyaara, yaara, koi nahin
Aasmaan pe tumse roshan taara koi nahin
Ta-ra-ra
Ta-ra-ra
Ta-ra-ra
Ta-ra-ra-ra-ra-ra
Dekho na ye kamaal hua hai
Aisa dil ka haal hua hai
Dil mera tere itr mein dooba
Jaise koyi rumaal hua hai
Aesi hai khwaahish dil mein mere
Jaane mujhe sab naam se tere
Aesi deewangi pehle nahin thi
Haal ye pichhle saal hua hai
Tumse behtar, tumse pyaara...
Tumse behtar, tumse pyaara, yaara, koi nahin
Aasmaan pe tumse roshan taara koi nahin
Koi nahin tumhein behtar, haan, tumse pyara
Haan, tumse zyaada mera koi nahin