Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Haaye main mar hi jaaun jo tujhko na paaun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Hothon pe lamha- lamha hai naam tera haaye
Tujhko hi gaun main tujhko pukaarun
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Hai
Beete lamhon se duniya basa loon
Main to tere aansuon ka bana hoon
Meri hasi mein teri sadaayein
Teri kahani khud ko sunau
Yaadon ke taare
Yaadon ke taare tootenge kaise
Mere hain jo wo roothenge kaise
Beete dinon ki kholi kitabein
Guzrะต palon ko kaise bhuladein
Haaye main mar hi jaaun jo tujhko na paaun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Hothon pe lamha- lamha hai naam tera haaye
Tujhko hi gaaun main tujhko pukaarun
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Jis roz hum- tum phirse milenge
Ye saari baatein tujhse kahenge
Duniya mein chahe ban jaaye jo bhi
Tere bina to kuch na rahenge
Haaye main mar hi jaaun
Jo tujhko na paaun
Jo tujhko na paaun
Main mar hi jaaun
Hothon pe lamha- lamha hai naam tera haaye
Tujhko hi gaaun main tujhko pukaarun