Main royaan tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila
The kabhi baahon mein
Ab meri duaon mein
Kis baat ki hai yeh saza
Tere jaane ke baad kiya
Har pal yaad kiya
Naa kahi pe naa kahi pe
Sukun mila
Main royaan tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila
Main roya tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila
Kaali kaali raaton mein
Ginta hoon sitaron ko
Tanhayi mein main royaan
Gale laga diwaron ko
Kaali kaali raaton mein
Ginta hoon sitaron ko
Tanhayi mein main royaan
Gale laga diwaron ko
Bhula ke shikve gile
Aa mil ja mujhe
Hai jo mera hak dila
Main royaan tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila
Main roya tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila
Rane ab ghamon ka
Dil se jaana banta hai
Banta hai banta hai
Tera aana banta hai
Rane ab ghamon ka
Dil se jaana banta hai
Banta hai banta hai
Tera aana banta hai
Ik haseen sham de
Dardon ko aaraam de
Bas mita de jo gila
Main royaan tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila
Main roya tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila