.... ....
.... ....
.... ....
.... ....
.... ....
awargi mein bann gaya deewana
maine kyun saadgi ko, nahi jaana
rukh zindagi ne mod liya kaisa
humne socha nahi tha kabhi aisa
guzare the jo lamhe pyar ke
hamesha tujhe apna maan ke
toh phir tuney badli kyun ada
yeh kyun kiya...
kabhi jo badal barse
main dekhu tujhe aankhen bhar ke
tu lage mujhe pehli baarish ki dua
tere pehlu mein rehlu
main khudko pagal kehlu
tu gham de ya khushiyaan sehlu,
saathiya
.... ....
.... ....
.... ....
.... ....
.... ....
.... ....
....
pehle kabhi, na tuney mujhe gham diya
phir mujhe, kyun tanha kar diya
koi nahi, tere siva mera yahaan
manzilein, hai meri toh sab yahaan
chahat yahi hai ke, iss kadar pyar doon
kadmon mein tere main,
do jahaan waar doon
insaaf kardo, mujhe maaf kardo
itna hi kardo karam
dil de diya hai
jaan tumhe denge
daga nahi karenge sanam
hmmm... hmmm...
hey... aaa...
hey... hey...
hey...heY...HEYYY
kabhi jo badal barse
main dekhu tujhe aankhen bhar ke
tu lage mujhe pehli baarish ki dua
tere pehlu mein rehlu
main khudko pagal kehlu
tu gham de ya khushiyaan sehlu,
saathiya
...
paas tum rahogi
bhool ab na hogi
karunga na tumpe sitam
...
chain mera lelo
khushi meri lelo
dedo mujhe dedo saare gham
...