Saajan, tum se pyaar kee ladaae mein
Saajan, tum se pyaar kee ladaae mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein, kalai mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein
Jaanam, tum se pyaar kee ladaae mein
Jaanam, tum se pyaar kee ladaae mein
Jaagaa main akela razaai mein, razaai mein
Jaagaa main akela razaai mein
Jaagaa main akela razaai mein
Pal pal, har pal teri lagan
Teri adayen le gayi man
Gore gore haathon pe mehandi ka rang
Us pe ye sharmaane ka dhang
Us pe ye sharmaane ka dhang
Haan , main sharmaai pyaar kee ladaae mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein, kalai mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein
Bechaini tadpaati rahee
Chaandanee dil dhadakaati rahee
Seene pe bijlee see chali
Karavat leke raat dhali
Karavat leke raat dhali
Nindiya naa aayi pyaar kee ladaae mein
Jaagaa main akela razaai mein, razaai mein
Jaagaa main akela razaai mein
Jaagaa main akela razaai mein
Jaanam, tum se pyaar kee ladaae mein
Jaagaa main akela razaai mein, razaai mein
Jaagaa main akela razaai mein
Jaagaa main akela razaai mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein
Tut gayi chudiyaan kalai mein