Man mane na man mane na
karta phre man maniya
ziddi bara hai sunta nahi
rishton ki mala bunta nhi
shikwe gille kiun mitte nhi
khusion k pal hum chuntaynhi
Kyun zIndge k hath se choote kinare
dar ha ke kho jae na apne humare
man mane na man mane na
karta phire man maniya
sangdil bara yeh lamaha hua hai
wadon ka darpan toota hua hai hmmm
rishte woh jisko pholon se Baandha
Kaanton main Mai ab kyun uljha hua hai
pehchane na pehchane Na
dil khud ko bhi pehchane na ahan
ankhon se nendein roothi hui Hain
khabon ki larian soki hui hAin
kache ghare pe rakhi thi khushian
gham ki nadi me doobi hui haIn
koi jane na koi jane na
dil ki lagi koi jane na
ziddi bara hai sunta nhi
rishto ki mala bunta nhi
shikwe gile kiu mitte nhi
khusin k pal hum chunte nhi
kiu zindge k hath se choote kinare
man mane na man mane na
karta phre man maniya ahan