menu-iconlogo
huatong
huatong
3-little-boys-ye-teri-aankhan-juki-jhuki-cover-image

Ye Teri Aankhan Juki Jhuki

3 Little Boyshuatong
ottophigamhuatong
Liedtext
Aufnahmen
Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Badi kismatwala hai woh

Badi kismatwala hai woh

Pyar teraa jise mila

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Badi kismatwala hai woh

Pyar teraa jise mila

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Chhalakti galo se lali

Badi too sharmo haya wali

Honth tere puja ke phool

Phool ki najuk too dali

Yeh teri yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Badi kismatwala hai woh

Pyar teraa jise mila

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Kisi ke pyare pyare bal

Kisi ki pyari pyari chal

Too sar se panv talak sundar

Tu hai kudrat kaa koyi kamal

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Badi kismatwala hai woh

Badi kismatwala hai woh

Pyar teraa jise mila

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Badi kismatwala hai woh

Pyar teraa jise mila

Yeh teri aankhe jhuki jhuki

Yeh teraa chehra khila khila

Mehr von 3 Little Boys

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen