menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Dilbar + O O Jaane Jaana

Aarav Mishrahuatong
AaravMishra_star612huatong
Liedtext
Aufnahmen
I love you all

Doston na koi manzil hai

Na koi saathi hai

Phir bhi nikal pada hoon ghar se

Shaayad iski talaash hai

Wohi saathi hai wohi manzil hai

Hit it..

Chadha jo mujhpe suroor hai

Asar tera yeh zaroor hai

Teri nazar ka kasoor hai yeh

Dilbar dilbar dilbar

Aa paas aa tu kyon door hai

Yeh ishq ka jo fitoor hai

Nashe mein dil tere choor hai

Dilbar dilbar dilbar

Ab to hosh na khabar hai

Yeh kaisa asar hai

Hosh na khabar hai

Yeh kaisa asar hai

Tumse milne ke baad dilbar

Tumse milne ke baad dilbar

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam

Dilbar, dilbar

Dilbar, dilbar

Dilbar, dilbar

Dilbar, dilbar

Karti katal na aise tu chal

Paheli ka is nikalo koyi hal

Husn ka pitara khilta kamal

Kar loon main sabar

Kyun ki mitha hai fal

Mere khaab mere khayaloon ki rani

Kisi din banegi humari kahani

Tu mera khwaab hai

Tu mere dil ka karaar

Dekh le jaan-e-mann

Dekh le bas ek baar

Mere khaab mere khayaloon ki rani

Kisi din banegi humari kahani

Aye meri bekhudi

Ye kasam maine li

Pyar mein ek din

Meri jaan tujhe hai paana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam

Chain kho gaya hai

Kuchh to ho gaya hai

Chain kho gaya hai

Kuchh to ho gaya hai

Tumse milne ke baad dilbar

Tumse milne ke baad dilbar

Kisi khoobsurat paari jaisi hogi

Mujhe kya pata

Dilruba kaisi hogi

Kisi khoobsurat paari jaisi hogi

Mujhe kya pata

Dilruba kaisi hogi

Sochta hoon tujhe

Chahata hoon tujhe

Dil mera keh raha

Saare fasley mitaana

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam

Ab to hosh na khabar hai

Yeh kaisa asar hai

Hosh na khabar hai

Yeh kaisa asar hai

Tumse milne ke baad dilbar

Tumse milne ke baad dilbar

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam

Aa zindagi mein aa na sanam

Mehr von Aarav Mishra

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen