menu-iconlogo
huatong
huatong
aaroh-aik-din-cover-image

Aik Din

Aarohhuatong
mutt3000huatong
Liedtext
Aufnahmen
Faasla to hai magar koyee faasla nahi

Nazron say to tum door ho par dil main tum sada rahee

Har pal

Har dum tujh ko

Yunhee daikha karoon

Saaree Umar Taira saaath ho agar

Labon say jo na keh sakee who keh gayeen aankhein

Na chalee jao tum mujhay chor kay yaad aayein gee baatein tairee

Who kal

Kabhee to aayay gaa

Tairay haath main maira haath ho

Chalain door hum kaheen

Woh sahar aik din aayay gee

Aur too mairee ho jaayay gee

Who sahar aik din aayay gee

Aur too mairee ho jaayay gee

Tum sochna hargiz nahi ho jaayein gay judaa kabhee

Tiara saath jo mairay saath ho hon gay aik din hum kareeb

Woh sahar aik din aayay gee

Aur too mairee ho jaayay gee

Who sahar aik din aayay gee

Aur too mairee ho jaayay gee

Woh sahar aik din aayay gee

Aur too mairee ho jaayay gee

Who sahar aik din aayay gee

Aur too mairee ho jaayay gee

Mehr von Aaroh

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen