Ae Abre Karam Aaaj Itna Baras
Itna Baras Ke woh Jaa Na Sake
Ae Abre Karam Aaaj Itna Baras
Itna Baras Ke woh Jaa Na Sake
Ghar Aaaya Hai Ik Mehmaan Haseen
Dar hai Kai Chala Na Jaye Kahin
Hum Dil Ki Baat Suna Na Sake
Ae Abre Karam Aaaj Itna Baras
Itna Baras Ke woh Jaa Na Sake
Ae Abre Karam
AeAbre Karam
Qismat Se Kisi Ko Milti Hai
Qismat Se Kisi Ko Milti Hai
Yeh Bhigi Raat Yeh Tanhaii
Phir Kyun Na Chhupalein Aaankhon Mein
Hum Jalvon Ki Yeh Raanai
Yeh Kya Ke Zarasi Der Hui
Hum Unke Naaz Uthana Sake
Ae Abre Karam Aaj Itna Baras
Itna Baras Kai Woh Jaa Na Sake
Ae Abre Karam
Ae Abre Karam
Un Sehmi Sehmi Aankhon Mein
Un Sehmi Sehmi Aankhon Mein
Hai Rang Abhi Bhi Gaanon Ka
Yeh Narm Labonki Khamoshi
Izhar Bhi Hai Armaanon Ka
Kuchch Kehne Ki Bhi Taaf Nahin
Honton Mein Bhi Baat Daba Na Sake
Ae Abre Karam Aaaj Itna Baras
Itna Baras Ke woh Jaa Na Sake
Ghar Aaaya Hai Ik Mehmaan Hansi
Dar hai Kai Chala Na Jaye Kahin
Hum Dil Ki Baat Suna Na Sake
Ae Abra Karam
Ae Abre Karam