Jaane e tamanna.. khat hai tumhara
Pyar bhara afsaana
Dil le lo nazraana
Jaane e tamanna.. khat hai tumhara
Pyar bhara afsaana
Dil le lo nazraana
Tanhaai ke nazuk ye lamhey
Tanhaai ke nazuk ye lamhey
Surat mein teri dhal jaate hein
Raaton ke andherey mein aksar
Yaadon ke diye jal jaate hein
Jaane e Tamanna.. khat hai tumhara
Pyar bhara afsaana
Dil le lo nazraana
Tum ek anokhi daulat ho
Tum ek haseen sarmaya ho
Tum dhoop se jalti raahon mein
Ghanghor ghata ka saaya ho
Jaane e Tamanna.. khat hai tumhara
Pyar bhara afsaana
Dil le lo nazraana
Ab aur likhon kya mere liye
Ab aur likhon kya mere liye
Ulfat ka chalakta jam ho tum
Sach ye hai muhabbat ka meri
Aaghaz ho tum anjaam ho tum
Jaane e Tamanna.. khat hai tumhara
Pyar bhara afsaana
Dil le lo nazraana
Jaane e Tamanna.. khat hai tumhara
Pyar bhara afsaana
Dil le lo nazraana