Kabhi to tum ko yaad aayein gi
Woh baharein, woh samaa
Jhuke Jhuke badalon ke neeche
Mile the hum tum jahan jahan
Kabhi to tum ko yaad ayein gi...
Interlude
Tum se bhichde sadiyan beetein
Phir bhi humein yaad aate ho
Saaya banke, aahat banke
Aaj bhi tum tadpate ho
Zindagi kitni bezaar hai
Tumne abhi to mujh say kaha tha
Tum se pyar hai...
Kahan gayein woh pyar ki qasmein
Pyar ka waada kya huwa
Kabhi to tum ko yaad aayein gi
Woh baharein woh samaa...
Kabhi to tum ko yaad ayein gi...
Interlude
Jitna tum ko apna samjha
Utnay tum begaane the
Humne kya kya aas lagayi
Tum utne deewane the
Zindagi kitni bezaar hai
Tumne abhi to mujh say kaha tha
Tum se pyar hai...
Kahan gayein woh pyar ki qasmein
Pyar ka waada kya huwa
Kabhi to tum ko yaad aayein gi
Woh baharein woh samaa...
Jhukhe jhuke badalon ke neeche
Mile the hum tum jahan jahan...
Kabhi to tum ko yaad ayein gi
Woh baharein woh samaa...
La La La LaLa...