Intro
Dr AfshanSumera
Singer Ahmed Rushdi
Kabhi to tum ko yaad aayin gi
Wo baharain wo samaaaa
Aaahhhhhh.... Aaaahhhhhh
Jhuke jhuke badalon ke neeche
Mile thay hum tum jahan jahan
Aaahhhhhh....... Aaaaaahhhh
Kabhi to tum ko yaad aain gayi
Music Interlude
Tum se bichhre saddiyan beetin
Phir bhi humain yaad aatay ho
Saya banke aahat banke
aaj bhi tum tarpate ho
Zindagi kitni bezaar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse pyar hai
Kahan gayi wo pyar ki qasmain
Pyar ka wada kia howa
Bewafaaaa Bewafaa
Kabhi to tum ko yaad aain gayi
Music interlude
Jitna tumko apna samjha
Utne hi tum begane thay
Humne kia kia aas lagai
Hum kitne diwane thay
zindagi kitni bezaar hai
tumne abhi to mujhse kaha tha
tumse pyar hai
kahan gayi woh pyar ki qasmain
pyar ka wada kya hua
Bewafaaaa Bewafaaa
Kabhi to tum ko
yaad aayengi
woh baharain woh sama
Aaahhh... Aaahhhhh
Kabhi to tumko yaad aayengi