Mere khayalon pe shaayi hai ik surat matwali si
Nazuk si sharmili si masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin ataa-pataa maloom nahi.
Ko ko koreena ko ko koreena
Ko ko koreena ko ko koreena
Jheel si gehri ankhen kiski phool sa kiska chehra
Kali zulfein nagin banke deti hain kispe pehra
Jheel si gehri ankhen kiski phool sa kiska chehra
Kali zulfein nagin banke deti hain kispe pehra
Tum poosho ge mujhe se duniya bhar mein kaun hai aisa haseen
Tere khayalon main chhaayi hai ik surat matwali si.
Ho sakta hai kal khud mujh ko waqt wahan le jaye
Main ghabraun dekh ke usko woh mujh se sharmaye
Ho sakta hai kal khud mujh ko waqt wahan le jaye
Main ghabraun dekh ke usko woh mujh se sharmaye
Main keh doonga dilbar mein ne shayad dekha hai tum ko kahin
Mere khayaalon pecshaayi hai ikk soorat matwaali si
Nazuk si sharmeeli si masoom si bholi-bhaali si
Rehti hai wo door kaheen ata-pata maloom nahi
Ko ko koreena ko ko koreena