Aate aate thehr gaya ho ga koi dil se uter gaya ho
Jo andhere me choup ke betha he apne sai se der gaya ho ga
Nadaan kya dhoonde hai tu akhbar main
Har cheez to bikti naheen bazaar main
Hans ke agar ik baar tu jo maang le
Dil to hai kia jaan waar doon
Main pyaar main
Phande hain teri yeh baaten
Hain jaal yeh zulf ki raaten
Mujh ko nahi in main tu lagna
Rakh husn ki yeh soghaaten
Mere liye kaafi hain jo
Paaya hai daghaa…
Kalabaaz dil hai bery jane kya kahen
Qadar jo na jaane us ke peeche hi rahe
Kisi ki wafa pe... haayeee
Kisi ki wafa pe koi aur mare…
Kalabaaz dil hai bery jane kya kahen
Qadar jo na jaane us ke peeche hi rahe
Kalabaaz dil, kalabaaz haayeee
Kalabaaz kalabaaziyaan
Kalabaaz dil, kalabaaz dil
Marta hai zamana (pagal hai)
Phirta hai deewana (mushkil hai)
Yeh dhaar taar nazren kataar saiyaan..
Qisse bante hain (jhoote hen)
Sikke girte hain (khote hen)
Yun maar par taane na maar saiyaan..
Ho ik baar tujhe parkha hai
Wo rang tera dekha hai
Ho gud jesa jo meetha hai
Wo zehar bhi to chakha hai
Teri chakkiyon men main to
Aane na laga..
Kalabaaz dil hai bery jane kya kahen
Qadar jo na jaane us ke peeche hi rahe
Kisi ki wafa pe.. haayeee
Kisi ki wafa pe koi aur mare
Dagha baaz dil hai tera baten tu kare
Kadar bewafa ki yaara teri kya karen
Katra ke na jaiyo (jane de)
O mujhe apna banaiyo (rehne de)
Tu shaam shaam ab thaam thaam baiyaan..
Main mast bhari hoon (banti hai)
Tera naam jadi hoon (ghalti hai)
Mere yaar yaar main haar haar gaiyaan...
Tu ek hawa ka jhonka
Ur jaaye mile jab moqa
Dawa jo kare chahat ka
Dhoka hai sarasar dhoka
Jahan main hoon chor meri
Sahi hai jaga..
Dagha baaz dil hai tera baaten tu kare
Kadar bewafa ki yaara teri kia karen
Meri bebasi pe.. haayee
Meri bebasi pe koi ghor kare..
Kalabaaz dil hai bery jane kya kahen~
Qadar jo na jaane us ke peeche hi rahe
Hoo dagha baaz dil hai tera
Baaten tu kare
Kadar bewafa ki yaara teri kya karen