Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal
Tu hi har lamha tha
Jaane kaisi kasish hai
Jaane kaisi khalish hai
Kyun yeh saans thami hai
Ankhon mein kyun nami hai
Hai dosti humko yakin tha
Dost aur kuch bhi nahi tha
Hai yeh kaisa dard naya sa
Kyun dil itna tuta tuta sa
Jaana.. dil jaana..
Kaise mene na jana..
Ke pyaar. yehi hai..
Yeh jaane tu ya jaane na..
Jaana.. dil jaana..
Kaise mene na jana..
Ke pyaar. yehi hai..
Yeh jaane tu ya jaane na..
Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal
Tu hi har lamha tha
Hoti thi tujhse subah har din ki
Teri dopher se shaam ki dhun thi
Hoti thi raatein tere baaton mein khoye
Teri khayalon mein hi jaage aur soye
Tu jo nahi to kya raha
Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal
Tu hi har lamha tha
Jaane kaisi kasish hai
Jaane kaisi khalish hai
Kyun yeh saans thami hai
Ankhon mein kyun nami hai
Jaana.. dil jaana..
Kaise mene na jana..
Ke pyaar. yehi hai..
Yeh jaane tu ya jaane na..
Jaana.. dil jaana..
Kaise mene na jana..
Ke pyaar. yehi hai..
Yeh jaane tu ya jaane na..