Saanson ko saanson mein dalne do zara 
 saanson ko saanson mein dalne do zara 
Dheemi si dhadkan ko badhne do zara 
Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye 
Hum... hum tum 
Tum... hum tum 
Aankhon mein humko utharne do zara 
Baahon mein humko pighalne do zara 
Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye 
Hum... hum tum 
Tum... hum tum 
Saanson ko saanson mein dalne do zara 
Salvatein kahin karwatein kahin 
Phel jaaye kajal bhi tera 
Nazron mein ho guzar tha hua 
Khwabon ka koi khafila 
Jismo ko ruho ko jale do zara 
Sharmo khaya ko machalne do zara 
Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye 
Hum... hum tum 
Tum... hum tum 
Saanson ko saanson mein dalne do zara 
Choolon badan magar iss tarah 
Jaisa surila saaz ho 
Hum hai re chupe tere zulf mein 
Kholo ke raat azaad ho 
Aanchal ko seene se dhalne do zara 
Shabnam ki boondein phisalne do zara 
Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye 
Hum... hum tum 
Tum... hum tum 
Saanson ko saanson mein dalne do zara 
Baahon mein humko pighalne do zara 
Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye 
Hum... hum tum 
Tum... hum tum 
Hum... hum tum 
Tum... hum tum 
Hum... hum tum