o soniye
o dil jaaniye
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
o priya
o priya
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
ho tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
maine jis din se thama
tera daaman suhaana
chhoda saara zamaana mere saajna
maine chaha bahut
tujhe itna na chaahun
par dil hi na maana mere saajna
o soniye
o dil jaaniye
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
ho tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
main bhi jaan e jaana
tha kaisa anjaana
tujhe na pehchaana tera deewana
dil mera haaye sunaaye chala jaaye
tera hi afsaana tera deewana
tu aa ja tu aa jaa
kahin aur na jaa
ke jeena hai tere saath piya
o soniye
o dil jaaniye
tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
tu hai aisi pyaari
ke teri intezaari
lage hain mujhe bhari meri mehbooba
haan ab to hai jaana
tumhi se dostaana
tumhi se meri yaari meri mehbooba
tu hi mera apna
tu hi mera sapna
tujhe maine kitna yaad kiya
o soniye
o dil jaaniye
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
o priya
o priya
tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
maine jis din se thama
tera daaman suhaana
chhoda saara zamaana mere saajna
maine chaha bahut
tujhe itna na chaahun
par dil hi na maana mere saajna
o soniye
o dil jaaniye
isse khel na samjho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanam ji
maine tumhen pyaar kiya
lala lala la la la la
maine tumhen pyaar kiya
hmm hmm hmm hmm hmm
maine tumhen pyaar kiya