ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
ghan ghanghor kaare chhaye badra
dhamak dhamak goonje badra ke danke
chamak chamak dekho bijuriya chamke
man dhadkaayen badarva
man dhadkaayen badarva
man man dhadkaayen badarva
kaale megha kaale megha
paani to barsaao
kaale megha kaale megha
paani to barsaao
bijuri ki talwaar nahin
boodon ke baan chalao
megha chhaye barkha laaye
ghir ghir aaye ghir ke aayeeeee
kahe ye mann machal machal
naa yun chal sambhal sambhal
gaye din badal
tu ghar se nikal
barasne waala hai ab
amrit jal
duvidha ke din beet gaye
bhaiyaa malhaar sunaao
rass agar barsegaa
kaun phir tarsega
koyaliya gaayegi baithi munderon parrr
jo panchhi gaayenge
naye din aayenge
ujaale muskuraa denge andheron par
prem ki barkha mein
bheege bheege tan man
dharti pe dekhenge paani ka darpannnn
jaiyo tum jahaan jahaan
dekhiyon wahaan wahaan
yahi ik samaan
ki dharti yahaan
hai pehne saat rangon ki chunariyaaa
ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
ghan ghanghor kaare chhaye badra
dhamak dhamak goonje badra ke danke
chamak chamak dekho bijuriya chamke
man dhadkaayen badarva
man dhadkaayen badarva
man man dhadkaayen badarva
pedon par jhule daalo
aur oonchi peng badhaao
kaale megha kaale megha
paani to barsaao
bijuri ki talwaar nahin
boodon ke baan chalao
aayi hai rutt matwaali
ye jaane hariyaali
ye apne sang mein laayi hai saawan ko
ye bijuri ki paayal
ye baadal ka aanchal
sajaane laayi hai dharti ki dulhan ko
daali daali pehnegi
phoolon ke kangan
sukh ab barsega aangan aangan
khilegi ab kali kali
hansegi ab gali gali
hawaa jo chali
to rutt lagi bhali
jala de jo tan man wo dhoop
dhaliiiiiiiiiii
kaale megha kaale megha
paani to barsaao
bijuri ki talwaar nahin
boodon ke baan chalao
ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
ghan ghanghor kaare chhaye badra
dhamak dhamak goonje badra ke danke
chamak chamak dekho