menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Humein Jab Se Mohabbat

Alka Yagnik/Kumar Sanuhuatong
ppetreccahuatong
Liedtext
Aufnahmen

Maahi maahi motiya waala

Mera sona daachiya waala

Maahi maahi motiya waala

Maahi maahi motiya waala

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Fizaaon mein nayi ek roshni hai

Hawaaon mein ajab si taazgi hai

Tum is vaadi mein mujhse mil rahi ho

Zameen lagta hai jaise gaa rahi hai

Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Hai lipte dhoond mein dilkash nazaare

Nadi khaamosh hai, chup hai kinaare

Hai ek chhoti si kashti aur hum hain

Chale jaate hai lehron ke sahaare

Suhaani apni sangat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Main kheton mein bani pagdandiyon par

Tumhaara haath thaame chal raha hoon

Hai pighla shaam ke sooraj ka sona

Magar main sirf tumko dekhta hoon

Ajab is dil ki haalat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Yeh saare log bilkul bekhabar hai

Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon

Nigaahein jo tumhaari keh rahi hai

Main in aankhon se woh sab sun rahi hoon

Anokhi apni chaahat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Hamein jab se mohabbat ho gayi hai

Maahi maahi motiya waala

Mera sona daanchiya waala

Maahi maahi motiya waala

Maahi maahi motiya waala

(Oh, oh oh oh)

Maahi maahi motiya waala

Mera sona daachiya waala

Mehr von Alka Yagnik/Kumar Sanu

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen