menu-iconlogo
huatong
huatong
Liedtext
Aufnahmen
Tum yaad aao toh parwaah nahi

Humko bhula do toh shikva nahi

Duniya zamaane mein behlaana ho dil toh

Milta yahaan kya nahi

Tum mere na huye, na sahi, o-o-o

Tum mere na huye, na sahi

Tum mere na huye, na sahi (Na sahi, na sahi, na sahi)

Tum mere na huye, na sahi

Khudaya ve, khudaya ve

Kyun maine dil lagaya ve

Lahoo aankhon se aaya ve

Khudaya ve, khudaya ve

Itne gaye, guzre bhi hum nahi

Ke gir ke sambhal na sakein

Aadat the tum meri, qismat nahi

Ke jisko badal na sakein

Bhar na sake waqt ke saath jo

Yeh zakhm utna bhi gеhra nahi

Toota hai dil phir bhi itna nahi ke

Judega dobaara nahi

Tum mere na huye, na sahi, aa-aa-aa

Tum mere na huye, na sahi (Na sahi, na sahi, na sahi)

Tum mere na huye, na sahi

Khudaya ve, khudaya ve

Kyun maine dil lagaya ve

Lahoo aankhon se aaya ve

Khudaya ve, khudaya ve

Tum mere na huye, na sahi

Mehr von Amitabh Bhattacharya/Madhubanti Bagchi/Sachin-Jigar

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen