menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Sahiba - Aditya Rikhari

Ammu ommkarhuatong
Ammu🎙️ommkarhuatong
Liedtext
Aufnahmen
༒Ammu༒(13374321105)

Start -(00:10=02:59)

Sahiba, aaye ghar kaahe na?

Aise toh sataye na

Dekhun tujhko, chain aata hai

Sahiba, neendein-veendein aayein na

Raatein kaati jaayein na

Tera hi khayaal din-rain aata hai

Sahiba, samundar meri aankhon mein reh gaye

Hum aate-aate, jaana, teri yaadon mein reh gaye

Yeh palkein gawaahi hain, hum raaton mein reh gaye

Jo waade kiye saare bas baaton mein reh gaye

Baaton-baaton mein hi, khwabon-khwabon mein hi

Mere qareeb hai tu

Teri talab mujhko, teri talab, jaana

Ho tu kabhi roo-ba-roo

Shor-sharaba jo seene mein hai mere

Kaise bayaan main karoon?

Haal jo mera hai, main kis ko bataun?

Mere sahiba, dil na kiraaye ka

Thoda toh sambhaalo na

Naazuk hai yeh, toot jaata hai

Sahiba, neendein-veendein aayein na

Raatein kaati jaayein na

Tera hi khayaal din-rain aata hai

༒Ammu༒(13374321105)

Next line -(01:51=01:18)

Kaisi bhala shab hogi woh sang jo tere dhalti hai?

Dil ko koi khwahish nahi, teri kami khalti hai

Aaram na ab aankhon ko, khwaab bhi na badalti hai

Dil ko ko~i khwahish nahi, teri kami, jaana, khalti hai

Sahiba, tu hi mera aaina

Haathon mein bhi mere, haan

Tera hi naseeb aata hai

Sahiba, neendein-veendein aayein na

Raatein kaati jaayein na

Tera hi khayaal din-rain aata hai

Sahiba, neendein-veendein aayein na

Raatein kaati jaayein na

Tera hi khayaal din-rain aata hai

Mehr von Ammu ommkar

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen