menu-iconlogo
huatong
huatong
anju-sharma-jai-gansesha-deva-cover-image

Jai Gansesha Deva

Anju Sharmahuatong
otilonamhuatong
Liedtext
Aufnahmen
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Mata jyaki parvati pita mahadeva

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Mata jyaki parvati pita mahadeva

Ek dant dayavant char bhuja dhari

Mathe sindur sohe mus ki savari

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Mata jyaki parvati pita mahadeva

Andhan ko aankh det kodhin ko kaya

Banjhan ko putra det nirdhan ko maya

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Mata jyaki parvati pita mahadeva

Haar chade phul chade aur chade meva

Laduvan ka bhog lage sant kare seva

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Mata jyaki parvati pita mahadeva

Deenan ki laaj rakho shambhu putra vaari

Manorath ko pura karo jag balihari

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Mata jyaki parvati pita mahadeva

Mehr von Anju Sharma

Alle sehenlogo