menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Yaaron

Ankur Tewarihuatong
mike_mccaslinhuatong
Liedtext
Aufnahmen
kisi gum se na chillam se

teri rum se nhi

bana hai yaaron se

mera jahan

kitabo me padha tha

ab diwaro pe likha

bana hai yaaron se

mera jahan

kisi gum se na chillam se

teri rum se nhi

bana hai yaaron se

mera jahan

kitabo me padha tha

ab diwaro pe likha

bana hai yaaron se

mera jahan

mile to hai kai hazar

par jigari chaar yaar hai

sabki hai yahi dagar

sabki ye pukar hai

wo zindagi bhi zindagi kya

jisme na yaar hai

tere nakshe tere mazhab

zarurat se nhi

bana hai yaaron se

mera jahan

teri chahat teri aahat

ibaadat se bana

bana hai yaaron se

mera jahan

mile to hai kai hazar

par jigari chaar yaar hai

sabki hai yahi dagar

sabki ye pukar hai

wo zindagi bhi zindagi kya

jisme na yaar hai

kho na jaana

juda tum ho na jaana

phir gum na hona

kaho na sang rahoge

kho na jaana

juda tum ho na jaana

phir gum na hona

kaho na sang rahoge

tum sadaa

kisi gum se na chillam se

teri rum se nhi

bana hai yaaron se

mera jahan

kitabo me padha tha

ab diwaro pe likha

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

bana hai yaaron se

mera jahan

Mehr von Ankur Tewari

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen