menu-iconlogo
huatong
huatong
arjun-rampalaishwarya-rajesh-eid-mubarak-daddy-cover-image

Eid Mubarak (Daddy)

Arjun Rampal/Aishwarya Rajeshhuatong
cheerstolifehuatong
Liedtext
Aufnahmen
Eid ke roz dushman bhi

Gale lag jaate hai

Dushmani kitni bhi

Sab eid pe bhool jaate hai

Mubarak eid mubarak

Hai jashn -e- eid mubarak

Mubarak eid mubarak

Hai sabko eid mubarak

Hai jashan waala din yeh

Hai jashan waali raat

Hai jashan waala din yeh

Hai jashan waali raat

Yaaro ki ho rahi hai

Yaaro se mulakat

Mubaarak eid mubarak

Hai jashn -e- eid mubarak

Mubarak eid mubarak

Hai sabko eid mubaarak

Rahmat – e – bazam main hai jalwa numa

Aaj maujood hain mehfil main khuda

Har taraf raunaquein hain rahmat hai

Jaane kiski hui maqbool dua

Raho khamosh par lekin zamaane ko sunaayi do

Todo nafrat ki zanjire mohabbat ko rihaaye do

Jaha bhi jo mile usko gale milkar badhaayi do

Mubarak eid mubarak

Hai jashn -e – eid mubarak

Mubarak eid mubarak

Hai sabko eid mubarak

Baat gar deed ki isse

Badhkar deed kya hogi

Hamaari eid se badhkar kisi ki eid kya hogi

Mubarak eid mubarak

Hai jashn -e- eid mubarak

Mubarak eid mubarak

Hai sabko eid mubarak..

Mehr von Arjun Rampal/Aishwarya Rajesh

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen