menu-iconlogo
logo

Mujhe Na Bulaya Karo

logo
Liedtext
Mujhe na o na na na

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Karke ishare pyar ke pyare

Geet na gaya karo

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Mujhe na na na na

Ek ye mohabbat duje jawani

Us par dil deewana

Ek ye mohabbat duje jawani

Us par dil deewana

Ye teeno ka kya kam the ke

Aaya mausam bhi mastana

Mar ke kankar tum khidki pe

Mujhe na jagaya karo

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Mujhe na o na na na

Thode dino ki bat hai

Thode din ki hai ye duri

Thode dino ki bat hai

Thode din ki hai ye duri

Jab tak rat milan ki aaye tab tak majburi

Sham sawere samne mere

Tum na aaya karo

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Mujhe na o na na na

O teri gali me mera ghar hai

O meri gali me tera

O teri gali me mera ghar hai

O meri gali me tera

Tere sone ke kamre ke samne kamra hai mera

Parde gira kar odh ke chadar so jaya jaro

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Karke ishare pyar ke pyare

Geet na gaya karo

Mujhe na bulaya karo

Tum khud chali aaya karo

Mujhe na o na na na

Mujhe na na na na

Mujhe na na na na.

Mujhe Na Bulaya Karo von Asha Bhosle/Kishore Kumar - Songtext & Covers