Zakhm dil pe hain
Davaa karo
Aao milke rasmein
Mohabbat adaa karo
Kuch naa kar
Sako mere liye
To bas khwabo mein
Hi mujhse mil liya karo
Aa mil lo kahi mujhse
Ke umeedein kuch baaki hai meri
Tumse na jaane
Hasrat hi rahi ho tum meri
Ke shayad ye din aakhiri ho
Hum khwahish mein marr jaye
Aa mil lo kahi mujhse
Ke umeedein kuch baaki hai meri
Tumse
Leke chalo vaha mujhe
Main dekhta hoon
Aasman mein bhi ab tujhe
Dekha ek roz taara tootke gaya
Maangi bhi duaaein
Par haan tu nahi mila
Wo aaya hi nahi
Jo ikk dafa gaya
Wo door itna ho
Gaya, mai dekh na saka
Hai dhoondta wajah
Ab dil ye bewajah
Hai toota is tarah
Se dil, ke fir nahi laga
O mere humnashi
Mai ab bhi hoon akela
Ye tu samjha kyu nahi
Wajood dil-lagi ki aarzoo nahi
Mohabbat to vahi
Hai jo ki milti hi nahi
Mohabbaton mein jhoom lu
Main kya karu bata
Main muktalha hu gham mein
Ya main gham ki hoon dava
Main baddua hoon, ya duaa hoon
Ya mai hoon saza
Ab tu bata ke main hoon
Ya phir tu hai laapata
Tu Bata
Laapata ho gaye
Humare liye tum
Itna chaaha ke
Tum bewafa ho gaye
Jaana bhoolna tha
Tumhe, khuda ki kasam
Hath jab bhi uthe
Tum dhuaa ho gaye
Hothon pe duaa hai
Waqt tham nahi raha
Tu naa mil saka
Tu bas nazam nahi raha
Duniya ki mohabbaton
Ne sab badal diya
Tera gham ajeeb hai
Wo vahi ka vahi raha
Bhoolna mai chah
Raha tha tujhko is tarah
Naa teri jagah koi
Ho, naa ho tu waha
Ab teri talaash mein
Pata chala mujhe
Tumse hi shuru hai
Raat, tumse hi subah
Tu mil gayi to jaan
Legi zindagi mujhe
Jo tu nahi, to chahiye
Kuch nahi mujhe
Khwab tu hai, saans
Tu hi raat tu subah
Kaat dunga zindagi
Main dekh ke tujhe
Dekh le mujhe, ye
Kat rahi hai zindagi
Ab dekh ke tujhe
Toot hi gaya hoon
Tu samet le mujhe
Samet le mujhe
Kahin bikhar
Na jaau main
To aao na
Mere aansu ko poocho
Aur phir se rulaao mujhe
Mera sab kuch hai tere liye
To aao na
Dil ki baatein karo
Aur phir se sataao mujhe
Mera sab kuch hai tere liye