Chaltey chaltey ab hum kho jaate hai
Baithe bhatke raaste ho jate hai
Mehke mehke se hum ho jate hai
Jo baithe baithe yaad mein teri kho jaate hai
Par tu na mila
Toh kaisa jahan
Sab kardoon bayaan
Par labj kahan?
Jab yaad teri aati hai, toh kyun aate hai sirf aansu
Kuch tarz kha hum par bhi aaja aansuon ki jagah tu
Fark hai bada
Tere aur mere jeene mein
Fark hai bada
Patthar hai yaad hai seene mein
Aate jaate logon ki tarha hi rahan hai
Logon se milkr ye dil tanhaai rha hai
Par waqt kahan?
Aur tu bhi nahin
Sochun dhundu kahan, abb waqt nahi
Sunte, wo jo kehna tha tumse
Wo jo baatein thi dil ki
Reh gayi hai wo dil mein
Aate Iktafa mujhse milne
Wo jo lamhe the pal ke
Sochu aab mustakil mein
Apne hi waadon se abb tum mukar gaye ho
Pairon tale hai rona aur guzar gaye ho
Dil ke tukdo pe chalke
Dil abb lage na phirse
Wo jaate mere tum toh
Anson ye phir na girte
Itni tanhaai hai abb
Ki hum chhaye se darte
Muskil thi rahein phir tum
Khwabon mein aake milte
Tanhaai mein khush rehte hai log yahan
Tum leke baithe ho khushiyon ke rog wahan
Khushiyan hi na mili hai
Yeh ghum toh sahili hai
Wo pal hai khubsurat
Jis pal tu aa mili hai
Aa jee le milke saath mein
Aana mila dekhah mein
Dekha nhi kabse tujhe
Hum jee rhe the yaad mein