menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Dhanyawad (Live) [feat. Sam Alex Pasula, Rachel Francis & Hemant Sharma]

Bridge Musichuatong
neze_starhuatong
Liedtext
Aufnahmen
Meri har chahat ko

Pura tune hai kiya yeshua

Aashayein meri sampoorna ho gayi Tujhmein

Yeshua

Har bhook meri tune hai jaana

Bahon main lekar

Mujhko sammbhala

Har bhook meri tune hai jaana

Bahon main lekar

Mujhko sammbhala

Dhanyawad yeshua Tera

Dhanyawad yeshua

Meri har chahat ko

Pura tune hai kiya yeshua

Aashayein meri sampoorna ho gayi tujhmein

Yeshua

Meri sonch se pare

Ascharaya kamo se

Tune panah di

Har ek kami mein

Meri sonch se pare

Ascharaya kamo se

Tune panah di

Har ek kami mein

Kataniyo main sab ujdhalage par

Tere haath ki parchayi

Kabi na hategi

Dhanyawad yeshua tera

Dhanyawad yeshua

Meri har chahat ko

Pura tune hai kiya yeshua

Aashayein meri sampoorna ho gayi tujhmein

Yeshua

Teri raahon se main khoya bhi agar

Phir bhi teri krupa chode na mujhe

Teri raahon se main khoya bhi agar

Phir bhi teri krupa chode na mujhe

Har guzarish ko kabool

Tune hai kiya yeshua

Meri sawalon ka jawab tu hi yeshua

Yeshua

Har guzarish ko kabool

Tune hai kiya yeshua

Meri sawalon ka jawab tu hi yeshua

Yeshua

Dhanyawad yeshua tera

Dhanyawad yeshua

Mehr von Bridge Music

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen