menu-iconlogo
huatong
huatong
deewana-deewana-main-na-tha-cover-image

Deewana Main Na Tha

Deewanahuatong
tompier1huatong
Liedtext
Aufnahmen
Please Like Follow

This Track Has Marked

Enjoy This Song

M Deewana main na tha...

Deewana ban gaya..

Kab kaise aur kya

Afsana ban gaya

F Na tujhe hai khabar,

Na mujhe hai magar

Jaane kab dil se dil mil gaya

Deewani

Main ho gayi

M Deewana

Main ho gaya

F Deewani

Main ho gayi

M Deewana

Main ho gayaaa ....

F Deewana tu na tha...

Deewana ban gaya...

Kab kaise aur kya

Afsana ban gaya.....

Interlude

F Jaadu nigahon ka teri

Mujhpe asar kar gaya hai

M he hee, he hee he

F Jaadu nigahon ka teri

Mujhpe asar kar gaya hai

M he he he he hey

Dil deewana tumhara

Vaada koi kar gaya hai

F Maine mana meri jaan, maine mana

Dil jo bola wohi kar diya

Deewani

main ho gayi

M Deewana

main ho gaya

F Deewani

main ho gayi

M Deewana

main ho gayaaaa ....

F Deewana main na tha...

Deewana ban gaya..

Interlude

F he he hey

Aha ha ha..

he he hey

Aha ha ha..

M he he hey

CHorus : Aha ha ha..

he he hey

CHorus : Aha ha ha..

M Dhadkanein sun rahi hain

Dhadkanon ki zubaan ko

Dhadkanein sun rahi hain

Dhadkanon ki zubaan ko

F Aisa haseen ho nazara to

Kaise na armaan jawan hon

M Tere bin ek pal nahin jeena

Maine yeh faisla kar liya

F Deewani

main ho gayi

M Deewana

main ho gaya

F Deewani

main ho gayi

M Deewana

main ho gayaaa ...

Deewana main na tha,

deewana ban gaya

F Kab kaise aur kya

afsana ban gaya

M Na tujhe hai khabar,

M&F na mujhe hai magar

Jaane kab dil se dil mil gaya

F Deewani

main ho gayi

M Deewana

main ho gaya

M Deewana

main ho gaya

Thanks

Mehr von Deewana

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen