chaandi ke thaaron se rishta bunenge hum
qasmein aur vaade ye saare poore karenge hum
chaandi ke thaaron se rishta bunenge hum
qasmein aur vaade ye saare poore karenge hum
tere sang loon saat phere, bhar loon banhon mein mere
kah do naa, saathee, tum mere
tere sang loon saat phere, bhar loon banhon mein mere
kah do naa, saathee, tum mere
pehlee dafaa, jab nazaren milin
lagaa, man ka hai mere kuch vaham
duusari baar, tumse milte hee lagaa
khoyaa dil maine, khoyaa mera chain
ab meri bas tum hee ho ek khwaahish
viraane main ho baarish, itanee zaroori ho muje
ab meri bas tum hee ho ek khwaahish
taj kee ho numaaish, itanee zaroori ho muje
ho, aake mere paas, muje kar giraftaar
jaise ho umr-qaid, rahana sirf tere saath
samajho naa meri baath, lagaa dil ka ye baar mera
par tum hee ho saba se khaas
sirf rahtee ho tum khayaalon mein bhee
dil kee minaaron mein bhee
tum hee ho, saathee, bas mere
jab tum paas mein aake, palken jhuka ke
aise sharmaati ho
bindiya lagaa ke, ye jhumke sajaa ke
kya hee kar jaatee ho
mera man kare teri in zulfon se kheluun
tere sang baith ke main aasamaan ko dekhoon
in thaaron mein dhundhun main saaya tera