Madina madina madina madina
Wo madina jo kaunan ka taaj hai
Wo madina jo kaunan ka taaj hai
Jiska didar momin ki meraj hai
Jiska didar momin ki meraj hai
Jindagi mai khuda har musalman ko
Jindagi mai khuda har musalman ko
Wo madina dikhade to kya baat hai
Wo madina dikhade to kya baat hai
Meri ulafat madine se younhi nahi
Mere aaka ka roja madine mai hai
Meri ulafat madine se younhi nahi
Mere aaka ka roja madine mai hai
Main madine ki jaane bana kaise khinchu
Mera din aur duniya madine mai hai
Arshe aazam se jiski badi shaan hai
Rojha e mustafaa jiski pehchaan hai
Rojha e mustafaa jiski pehchaan hai
Jiska hum palla koi mohalla nahi
Jiska hum palla koi mohalla nahi
Ek aisa mohalla madine mai hai
Humko apni talab se siva chahiye
Aap jaise hai waisi ata chahiye
Kyu kahoon ye ata wo ata chahiye
Aap ko em hai humko kya chaiye
Aashikane nabi ke dil ki sada
Aashikane nabi ke dil ki sada
Sajgum ke saayein mai ghar chahiye
Phir mjhe muat ka koi khatra na ho
Maut kya jindagi ki bhi parwaan na ho
Maut kya jindagi ki bhi parwaan na ho
Kaash sarkar ekbaar mujhse kahein
Kaash sarkar ekbaar mujhse kahein
Ab tera jeena marana madine mai hai
Meri ulafat madine se younhi nahi
Mere aaka ka roja madine mai hai
Main madine ki jaane bana kaise khinchu
Mera din aur duniya madine mai hai
Raatein bhi madine ki baatein bhi madine ki
Jeene mai jeena hai kya baat hai jeene ki
Sarvre do jahaan se dua hai meri
Ha yahi chashmeintar iltejaa hai meri
Ha yahi chashmeintar iltejaa hai meri
Unke fairist mai mera bhi naam ho
Unke fairist mai mera bhi naam ho
Jinka ka rojana jana madine mai hai
Meri ulafat madine se younhi nahi
Mere aaka ka roja madine mai hai
Main madine ki jaane bana kaise khinchu
Mera din aur duniya madine mai hai
Meri ulafat madine se younhi nahi
Mere aaka ka roja madine mai hai