Kyun lage tu saamne hai
Sach toh hai ki tu jaa chuki hai
Rooh mein ab bhi tu basi hai jaaneja
Saansein bin saansein chal rahi hai
Sab toh hai subah ki kami hai
Tujh mein shuru khatam zindagi hai jaaneja..
Tu hi toh hai zaroorat meri
Tujh mein hi chhupa hoon kahin
Bann ke phir se meri zindagi
De de khushi
Dua ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar ja
Dua ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar ja aa
Tu jab mila tha haan
Khuda bann gaya tha
Tu chala jo gaya hai kahin
Khuda pe bharosa nahin
Tu jab mila tha haan
Khuda bann gaya tha
Tu chala jo gaya hai kahin
Khuda pe bharosa nahin
Dil mein ab bhi aarzoo hai
Main teri aur mera sirf tu hai
Rooth ke bhi mujhse judi hai jaaneja
Karna chaahun main tujhko haasil
Raasta tu tu hi meri manzil
Berukhi ab mita mujhse tu bhi jaaneja
Tu hi toh hai zaroorat meri
Tujh mein hi chhupa hoon kahin
Bann ke phir se meri zindagi
De de khushi
Dua ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar
Dua ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar ja aa
Kyun lage tu saamne hai
Sach toh hai ki tu jaa chuki hai