Dil har baithe tujhpe 
Karbaithe sab kurban 
Ab yaad hai bus tuhi 
Tu subha aur shaam 
Odhe khushbu 
Jab chale tu 
Tujhko rab kiyakarar 
Na kajre ki dhar 
Na motiyun ki haar 
Na koi kiya singar 
Phir bhi kitni sundar hoo 
Tum kitni sundar hoo 
Na kajre ki dhar 
Na motiyun ke haar 
Na koi kiya singar 
Phir bhi kitni sundar hoo 
Tum kitni sundar hoo 
Yun hi nahi 
Yun hi nahi hai kehte 
Sach yahi 
Sach yahi hai ke tum 
Mere liye sare jahan se sundar hoo 
Teri ada 
Teri ada pe marte 
Sach yahi 
Sach yahi hai ke tum 
Mere liye sare jahan se sundar ho 
Kitni sundar hoo 
Hai chand si ye surat 
Sagar si teri ankhen 
Lab bolte hai aaaise 
Pariyun si teri baten 
Ab tu hi kar mukammal 
Chaya hai jo ye khumaar 
Na kajre ki dhar 
Na motiyun ki haar 
Na koi kiya singar 
Phir bhi kitni sundar hooo 
Tum kitni sundar hoo 
Na kajre ki dhar 
Na motiyun ke har 
Na koi kiya singar 
Phir nhi kitni sundar hoo 
Tum kitni sundar hoo 
Yun hi nahi 
Yun hi nahi hai kehte 
Sach yahi 
Sach yahi hai ke tum 
Mere liye sare jahan se sundar hoo 
Teri ada 
Teri ada pe marte 
Sach yahi 
Sach yahi hai ke tume 
Mere liye sare jahan se sundar hoo 
Kitni sundar ho